PF Account Me Kintne Paise He – Kese Jane

4
267
Hello Friends,
Aaj Me Apko Ek Jankari Share Kar Raha hu Jisse Aap Aasani Se Jan Sakte Ho ke Apke PF Account (Provident Fund) Me Kitna Paisa Jama Huva He??  Government of Private Sector Me Kaam Karne Vale Karmachariyo Ki Ek Baat Bilkum Ek Jesi Hoti He Dono Ka PF Jama Hota He Karmachariyo Ki Salary Ke Hisab Se PF Ka Amount Kata Jata He Par Kayi Ko Ye Pata Nahi Hota Ke Unke PF Me Kitna Paisa Jama Huva.
To Me Aaj Aap Ko Bata Ta Hu Ke Aap PF Kese Paise Ke se Check Kar Sakte Ho Bas Iske Liye Aapko Niche Diye Gaye Kuch Step Follow Karne He Or Bas Aasani Se Jankari Mil Jayegi
Smartphone Me Android Application Ke Jariye Ke Se Jane Aapka PF Balance/Passbook
  • Sabse Pehle Aaapko m-efp Ki Application Download Karni Hogi
  • Jiska Link Aaap Yaha Se Download Kar Sakte HoClick Here to Download
  • Application Download Kane Ke Baad Aap Ko Application Open Karna He
  • Application Open Kane Ke baad Baad Aap Ko Member Option Ko Open Karna He
  • Member Option Open Karne Ke Baad Apko 2 Option Dikhay Dega Ek Active UAN Ka Option Or Dusra  Balance/Passbook Ka Option
  • Bas Uske Baad Apko Apna UAN Number or Register Mobile Number Dalna He Or Bas Show Par Click Karna He
  • Bas Itna Hi Step Kane Ke Baad Aapko Aasani Apke Pf Account Ke Balance/Passbook Ki Jankari Aapke Screen Uper Dikhay Degi
Agar Aap Ko Apaka UAN Number Nahi Pata Ke Active Nahi He to Pehle Aap Active UAN Par Jake Register Kare Or Agar Register He Or Aapko Pata Nahi He to Forget  Kare To Aapko Apka UAN Number Aasani Se Mil Jayega
Bas Dosto Aap Is Application Ke Jariye Aasani Se Aapke PF Ka Balance Jan Sakte Ho

Missed Call Ke Jariye Ke Jane Aapka PF Balance/Passbook

Agar Aap UAN Portal Par Register He Or Apka Jo Mobile Number UAN Portal Par Register Ho Vahi Mobile Ke Jariye Agar Aap 01122901406 Ye Number per Call Karo ge to Aap Ka Call Connect Hoga Or 2 Ring Ke Baad Aapka Call Automatic Disconnect Ho Jayega Or Aapko Asani Se Without Internet Aapke Mobile Par Ek SMS Receive Ho Jayega Or SMS Ke Jariye Aapko Aapke PF Balance Account Ki Jankari Mil Jayegi

Agar Aapke Pas Smartphone Bhi Nahi He Or Internet Bhi Nahi He To bas Aap Aasani Se Missed Call Ke Jariye PF KI Jankari Mil Sakti He or Ye tarika Aapke Liye Kafi Fayde Mand rahega

Ye Service Un Logo Ko Kaafi Helpfull He Jinke Pass Computer or Smart Phone Nahi Hota

SMS Ke Jariye UAN Activation Ke se Kare

Bas Aako Niche Diye Gaye Step aake Mobile Ke Massage Menu Me Jake Karna He

EPFOHO ACT,<<12 digit UAN number>>,<<22 digit MemberID>> from his mobile at 7738299899.

Example :- UAN 123456789876 and Member ID XXYYY12345670007654321 is to be activated then SMS content will be EPFOHO ACT,123456789876,XXYYY12345670007654321.

Note : No space before and after coma

Bas Activate Kane Ke Baad Aap Asani Se Apke PF Ki Sabhi Sevaye Jese ke Credit Alert, Passbook Etc Aapke Mobile Par Jan Sakte Ho

Dosto Kese Lagi Meri Ye Post Agar Acchi Lagi Ho To Please Comment Box Me Comment Jarur Karna

4 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here