Digilocker Se Apne Jaruri Document ko Kaise Attach Kare

0
233

 इस वेब सेवा के जरिये आप जन्म प्रमाण पत्र, पासपोर्ट, शैक्षणिक प्रमाण पत्र जैसे अहम दस्तावेजों को ऑनलाइन स्टोर कर सकते हैं। यह सुविधा पाने के लिए बस आपके पास आधार कार्ड होना चाहिए। आधार का नंबर फीड कर आप डिजीटल लॉकर अकाउंट खोल सकते हैं।

Digilocker Service Ka Use Kaise Kare:

Digital India ki ye Service apko Indian Government ki taraf milti hai. Agar apko Digilocker Service ka use karna hai to apko sabse pahle Digilocker Website ya Android App par Registration karke Account bnana hog. Digilocker me account kaise banate hai iske bare me mai apko Step By Step batata hu. Aap step ko follow karke Digilocker par Account bna sakte hai.

Sabse pahle Aap www.digi locker.gov.in website ko open kare. Ya agar apke pass Android Smartphone hai to aap Google Play Store se Digiloker App ko Download kare.

Digilocker App

  • Digilocker me Registration karne ke liye sabse pahle apko apna Mobile Number Enter karke “Continue” par click karna hoga. Jaise hi aap Continue par click karnege apke Mobile Number par ek “OTP” Code send ho jayega. OTP Code ko Enter karke aap Registration Complete kar sakte hai.
  • Registration karne ke bad apko apna “Adhar Card” Link karna hoga.  Adhar Card Link karane ke liye bus apko apna “Adhar Card Number”   enter karna hoga.
  • Adhar Card link Karne ke bad aap apne sare “Important Document” Jaise ki Driving License, Certificate, marksheets, Bank Passbook, etc. ko Digiloker me save kar sakte hai.

Android App Use karne Ke Fayade:

  • Agar aap Digilocker Android App ka use kare hai. To aisa nahi hai ki aap Keval apne Document Upload kar sakte hai. Iske sath aap apne Sare Document ko Self Attested bhi kar sakte hai iske liye apko kisi bhi Government authority ki jarurat nahi hai.
  • Digi-Locker Android App  ke Service ka use isliye kiya gya hai.Agar aap kisi bhi Government Office me jaye aur Digital India ke antergat agar us Office me Digi-Locker ki service Supported hai. To aap Digilocker se aap apne Document ko share kar sakte hai.

Aise me aap bilkul paperless kam kar sakte hai aur apko koi Physical Document le jane ki jarurat nahi padegi. Mere hisab se ye bahut acchi baat hai agar ye Pure India me sahi se kam karne lage.

 

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here