Camera Se Calculat Kare – Photomath Application

0
215

Hello Friends,

Aaj Me Apko Ek Badhiya Application Ke Bareme Jankari De Raha Hu Ye Application Ki Madad Se Aap Asani Se Maths Ka Koi Bhi Question Solve Kare Sakte He …Or Vo Bhi Apne Camera Ki Madad Se. Ye Application Sabhi Ko Faydemand Hogi

untitled

Friends Me Ek Android Application Ke Bare Mein Batane Vala Hu Jiska Naam Photomath Hai. Yeh Application Play Store Pe He Or Bilkul Free Me Download Kar Sakte Ho Or Isse Aap Bohot Se Math Quetions Aasani Se Solve Kar Sakte Ho Aap. Photomath Application Se Kisi Bhi Maths Ke Question Ko Camera Se Bas Scan Karna He Ya Fir Uss Question Ko Vo Application Me Type Kare Or Aap Ko Answer Automatically Mil Jata He Answer Milne Ke Baad Aap Chahe Toh Uske Edit Option Me Jake Steps Bhi Check Kar Sakte Ho Ki Ye Answer Kese Solve Huva. Bas Aab Se Aaplication Ko Kese Download Karna He Or Kese Use Karna He Ye Me Aap Ko Niche Bata Raha Hu

Camera Ki Madad Se Maths Ke Questions Kese Kare (Mobile Se)

  • Sabse Pehle Apko Yaha Ek Link Di He Vaha Se Application Download Kare Click Here To Download  Ya Fir Aap Play Store Me Photomath – Camera Calculator Ki Application Ko Search Kar Ke Bhi Download Kar Sakte He
  • Install Hone Ke Baad Use Open Kare Isme Aapko 2 Options Dikha Dege
  • Pehla Option Camera Ka Hoga Or Dusra Option Keyboard Ka Hoga
  • Aap Isme Se Koi Bhi Option Select Karle.
  • Jese Ke Aap Ko Camera Wale Option Se Application Use Kar Na He Or Maths Ke Question Ko Solve Karna He To Camera Wala Option Select Kare Or
  • Aap Ko Keyboard Se Manual Question Type Karke Bhi Answer Hasil Kar Kakte Ho

untitled1 untitled

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here