Hello Friends
Aaj Me Apko Ek Android Application Ke Bare Me Jankari Dene Jaa Raha Hu. Ye Application Apko Kaafi Helpfull Rahe Gi. Aap Ke Yaa Apke Family Ke Aadhar Card Ka Data Apke Phone Me Save Rakh Na He Jesa Ke Aadhaar Card Me Diye Huve Name, Address, City, Street, Year Of Birth, State,Uid, Gender, Father/Grandfather’s Name,Care Of [C/O] To Vo Bas Aap Ye Android Application Ke Jariye Aasani Se Save Rakh Sakte HoAgar Apko Apne Mobile Me Sab Data Type Nahi Karna Pade Ga Or Agar Apko Ye Data Kisi Ko Share Karna He To Aasani Se Share Bhi Kar Sakte Ho. Ye Application Ka Data Ek Excel File Me Bhi Save Kar Leti He To Aap Is Asani Se Use Kar Sakte Ho.
To Ye Application Kaha Se Download Karna He Or Kese Use Karna He Vo Me Apko Niche Bata Ne Ja Raha Hu
- Pehle Apko Ye Application Jiska Name He “Aadhaar Scanner” Ye Play Store Se Ya Yaha Play Store Ka Link Diya Gaya He Va Click Kar Ke Download Kar Sakte Ho
Download
- Pehle Apko Ye Application Jiska Name He “Aadhaar Scanner” Ye Play Store Se Ya Yaha Play Store Ka Link Diya Gaya He Va Click Kar Ke Download Kar Sakte Ho
- Download Hone Ke baad Ye Application Ko Open Karna He
- Jese Hi Application Open Karo Ge Apko Niche Diye Gaya Screen Sort Ke Mutabik Photo Dikhay Dega
- Apko Scan Ka Option Dikhay Dega Bas Scan Ka Option Select Karna He Scan Ka Option Select Karte Hi Apko Camera QR code Scan Karne Ke Liye Open Ho Jayega
- Apke Aadhar Card Ke Uper Ek QR code Dikhay Dega Bas Camera Ke Jariye Vo QR code Ko Scan Kare Jo Apko Niche Diye Gaye Phele Screen Me Bata Ya He Aap Jese Hi QR Code Scan Karoge Apko Niche Diye Gaya dusri Screen Ke Mutabi Apka Data Aadhar Scanner Software Me Aaa Jayega
- Apke Aadhar Card Ke Uper Ek QR code Dikhay Dega Bas Camera Ke Jariye Vo QR code Ko Scan Kare Jo Apko Niche Diye Gaye Phele Screen Me Bata Ya He Aap Jese Hi QR Code Scan Karoge Apko Niche Diye Gaya dusri Screen Ke Mutabi Apka Data Aadhar Scanner Software Me Aaa Jayega
- Or Bas Aap Isi tarah App Apka Ya Apni Family Ke Aadhar Card Ka Data Save Rakh Sakte He Apke Android Phone Me
- Uper Apko Jo Pehla Screen Sort Diya He Usme Apko Ye Application Share Ka Bhi Option de Raha He To Aap Aasani Se Data Share Bhi Kar Sakte Ho
- Or Dusra Scan Kiya Huva Data Excel File Me Automation Save Hona Ban Jata He Aap Aasani Se Ye Excel File Kahi Bhi PC/Mobile me Bhi Use Kar Sakte HO
- Ye Excel File Apke Phone Ke Internal Mamore Me Aadhar Scanner Name Ke Folder Ke Under Save Hoti He Aap Jitne Bhi Aadhar Card Scan Karoge Apo Aap Ye Excel File Me Save Hote Jayege
- Dusra Apko Jobhi Data Ka Koi Bhi Filed Kahi Bhi Past Karna He Aap Asani se Past Kar Sakte Ho
- Ek Dustra Option Diya He KIOSK jis par Aap Click Karo Ge To Aap Sidha Aadhar Card Ki Web Site Par Le Jayega Waha Aapko Adhar Card Ke Sabhi Option Dikhay Denge
To Dosto Kese Laya Ya Application Or Agar Accha Laga Ho To Comment Box Me Comment Jaru kare